
| Movie Name | In Hindi & English - Do Baaraa, Armaan |
|---|---|
| Director | Anurag Kashyap |
| Star Cast | Taapsee Pannu, Pavail Gulati |
| Music | Gaurav Chatterji |
| Singer(s) | Armaan Malik |
| Lyricist | Hussain Haidry |
| Music Label |
Music Label © & Source:
Saregama Music
Waqt Ke Jungle Lyrics in English
Waqt Ke Jungle Mein
Khoya Hai Ik Banjara
Ik Banjara..!
Waqt Ke Jungle Mein
Khoya Hai Ik Banjara
Ghoome Galiyon Mein
Gol Gol Zindagi
Mile Jo Bhi Lage
Zara Zaraa Ajnabee
Ghoome Galiyon Mein
Gol Gol Zindagi
Mile Jo Bhi Lage
Zara Zara Ajnabee
Aur Nazarein Dhoondhe
Raah Dikhaane Wala Sitaara
Waqt Ke Jungle Mein
Khoya Hai… Ik Banjara
Kadam Kadam… Ye Dam Badam
Sawalon Mein Khoya Chala Jaaye Hai
Kadam Kadam… Ye Dam Badam
Andheron Mein Dooba Chala Jaaye Hai
Sawalon Mein Khoya
Andheron Mein Dooba
Sawalon Mein Khoya
Andheron Mein Dooba
Chala Jaaye Hai
Chala Jaaye Hai
Chala Jaaye Hai
Phir Tanha
Musafiron Sa Ghamzada
Sune Raat Bhar
Aahaton Ki Ye Sada
Aur Raat Kahe Subha Na
Aayegi Dobaara
Waqt Ke Jungle Mein
Khoya Hai Ik Banjaara
Waqt Ke Jungle song is from the In Hindi & English - Do Baaraa, Armaan movie.
Waqt Ke Jungle song was sung by Armaan Malik.
Waqt Ke Jungle song lyrics were written by Hussain Haidry.
Waqt Ke Jungle song music was composed by Gaurav Chatterji.