
| Movie Name | Woh Kaun Thi लग जा गले |
|---|---|
| Director | Raj Khosla |
| Star Cast | Sadhana, Manoj Kumar |
| Music | Madan Mohan |
| Singer(s) | Lata Mangeshkar |
| Lyricist | Raja Mehdi Ali Khan |
| Music Label | Saregama Music |
Music Label:
Saregama Music
Lag Ja Gale Lyrics in English
Haseena, Hmm Hmm
Lag Ja Gale Ki Phir Ye
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho, Oo…
Lag Ja Gale Ki Phir Ye
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho, Oo
Lag Jaa Gale, Ye Ye…
Humko Mili Hai Aaj
Ye Ghadiyaan Naseeb Se
Humko Mili Hai Aaj Ye
Ghadiyaan Naseeb Se
Ji Bhar Ke Dekh Lijiye
Humko Kareeb Se
Phir Aapke Naseeb Mein
Ye Baat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho, Oo
Lag Jaa Gale… Ye Ye
Paas Aaiye Ke Hum Nahi
Aayenge Baar Baar
Paas Aaiye Ke Hum Nahi
Aayenge Baar Baar
Baahein Gale Mein Daal Ke
Hum Ro Le Zaar Zaar
Aankhon Se Phir… Ye Pyaar Ki
Barasaat Ho Na Ho, Oo O…
Shaayad Phir… Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho, Oo
Lag Jaa Gale Ki Phir Ye
Haseen Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Mein
Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale… Ye Ye
Watch लग जा गले Song
Lag Ja Gale Lyrics in Hindi
हसीना ह्म ह्म
लग जा गले कि फिर ये
हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो न हो, ओ ओ
लग जा गले कि फिर ये
हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले, ये ये
हमको मिली हैं आज
ये घड़ियाँ नसीब से
हमको मिली हैं आज
ये घड़ियाँ नसीब से
जी भर के देख लीजिये
हमको क़रीब से
फिर आपके नसीब में
ये बात हो न हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो न हो, ओ ओ
लग जा गले… ये ये
पास आइये के हम नहीं
आएंगे बार-बार
पास आइये के हम नहीं
आएंगे बार-बार
बाहें गले में डाल के
हम रो लें ज़ार-ज़ार
आँखों से फिर ये प्यार कि
बरसात हो न हो, ओ ओ
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो न हो, ओ
लग जा गले कि फिर ये
हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले… ये ये
Lag Ja Gale song is from the Woh Kaun Thi लग जा गले movie.
Lag Ja Gale song was sung by Lata Mangeshkar.
Lag Ja Gale song lyrics were written by Raja Mehdi Ali Khan.
Lag Ja Gale song music was composed by Madan Mohan.