
| Movie Name | In Hindi & English - Goodbye Cinema |
|---|---|
| Director | Vikas Bahl |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Rashmika Mandanna, Neena Gupta |
| Music | Amit Trivedi |
| Singer(s) | Amit Trivedi & Suhas Sawant |
| Lyricist | Swanand Kirkire |
| Music Label |
Producers: Viraj Sawant, Vikas Bahl, Shobha Kapoor & Ektaa R Kapoor
Jaikal Mahakal Lyrics in English
Mrityunjaya Rudraya
Neelakanthaya Shambhave
Amriteshaya Sarvaya
Mahadevayadhe Namaha
Om Mrityunjay Maharudra
Trahimam Sharnagatam
Janmamrityujara Vyadhi
Muthyathe Karmabandhanaih
Jai Kal Mahakal… Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu… Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki… Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan… Rakhwal Tum Ho
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jai Kal Mahakal Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan Rakhwal Tum Ho
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Ho Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Srishti Ke Sanchalak Mahapraan Tum Ho
Tum Hi Sukh Tum Hi Duhkh Nirvaan Tum Ho
Sooraj Se Tejaswi Sagar Se Nirmal
Chanda Bhi Taare Bhi Brahmand Tum Ho
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jeevan Ki Naiya Tum Patvaar Tum Ho
Iss Paar Uss Paar… Majdhar Tum Ho
Kan Kan Yeh Har Kshan Yeh Tumse Bana Hai
Goonje Jo Ghat Bheetar Omkar Tum Ho
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Ho Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Himalya Ke Sar Ka Sringaar Tum Ho
Ganga Ki Paavan Si Ek Dhaar Tum Ho
Dam Dam Dam Damru Ka… Ek Naad Tum Ho
Shankhon Ke Hridayon Ki… Hunkaar Tum Ho
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jai Kal Mahakal… Kirpal Shambhu
Trilok Vyape Hai… Tere Charan Ho
Teri Kripa Ho Toh Jeevan Prakat Ho
Tere Hi Kop Se… Srishti Bhasam Ho
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Ho Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jeevan Ka Mrityu Ka Khela Rachaya
Ek Laya Duniya Mein Ek Bhijwaya
Insan Bechare Ne Aansu Bahaya
Tera Yeh Khela… Samajh Hi Na Paya
(Tera Yeh Khela… Samajh Hi Na Paya)
Soche Ki Apna Koyi Khoya Gawaya
Jo Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya
(Jo Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya)
Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya
Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya
Jai Kal Mahakal Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki… Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan… Rakhwal Tum Ho
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jaikal Mahakal (Jaikal Mahakal)
Jai Kal Mahakal… Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu… Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki… Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan… Rakhwal Tum Ho
Jaikal Mahakal… Jaikal Mahakal
Ho Jaikal Mahakal… Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal song is from the In Hindi & English - Goodbye Cinema movie.
Jaikal Mahakal song was sung by Amit Trivedi & Suhas Sawant.
Jaikal Mahakal song lyrics were written by Swanand Kirkire.
Jaikal Mahakal song music was composed by Amit Trivedi.