
| Movie Name | Gehraiyaan (2022) |
|---|---|
| Director | Shakun Batra |
| Star Cast | Deepika Padukone, Siddhant Chaturvedi, Ananya Panday |
| Music | OAFF & Savera Mehta |
| Singer(s) | Savera & Shalmali Kholgade |
| Lyricist | Kausar Munir |
| Music Label | Sony Music India |
Music Label:
Sony Music India
Beqaaboo Lyrics in English
Teri Baahon Mein Aise
Kho Gaye
Jaise Khud Se Hi
Rihaa Ho Gaye
Dekho Armaan Kahe He
Apni Hadh Se Badh Gaye
Teri Baahon Mein Aise
Kho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo, Jaadoo
Dil Se Yun… Lagaa Tu
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Teri Baahon Mein Aise
Kho Gaye
Teri Raaton Mein Aise
Kho Gaye
Jaise Din Se Hum
Khafa Ho Gaye
Dekho Taare Angine
Rag Rag Mein Jalne Lage
Teri Raaton Mein Aise
Kho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo
Bekaaboo Hum Ho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo, Jaadoo
Dil Se Yun… Laga Tu
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Teri Raaton Mein Aise
Kho Gaye
Chal Chal Chalte Jaayein
(Chal Chal Chalte Jaayein)
Chal Chal Chalte Jaayein
Chal Chal Chalte Jaayein
Khwabon Ka Jaadoo
Beqaaboo Hum Ho Gaye
Khwabon Ka Jaadoo, Jaadoo
Dil Se Yun… Lagaa Tu
Bekaaboo Hum Ho Gaye
Teri Baahon Mein Aise, Kho Gaye
Watch बेकाबू Song
Beqaaboo Lyrics in Hindi
तेरी बहन में ऐसे… खो गए
जैसे खुद से ही रिहा… हो गए
देखो अरमान कहे हे
अपनी हद से बढ़ गए
तेरी बहन में ऐसे… खो गए।
ख़्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गए
ख़्वाबों का जादू, जादू
दिल से यूं लगा तू
बेकाबू हम हो गए
तेरी बाहों में ऐसे
खो गए
तेरी रातों में ऐसे
खो गए
जैसे दिन से हम खफा
हो गए
देखो तारे अनगिने
रग रग में जलने लगे
तेरी रातों में ऐसे
खो गए
ख़्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गए
ख़्वाबों का जादू, जादू
दिल से यूं लगा तू
बेकाबू हम हो गए
तेरी रातों में ऐसे
खो गए
चल चल चलते ही जाने
(चल चल चलते ही जाने)
चल चल चलते ही जाने
चल चल चलते ही जाने
ख़्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गए
ख़्वाबों का जादू, जादू
दिल से यूं लगा तू
बेकाबू हम हो गए
तेरी बाहों में ऐसे
खो गए
Beqaaboo song is from the Gehraiyaan movie.
Beqaaboo song was sung by Savera & Shalmali Kholgade.
Beqaaboo song lyrics were written by Kausar Munir.
Beqaaboo song music was composed by OAFF & Savera Mehta.