
| Movie Name | Tamasha Release Date (2015) |
|---|---|
| Director | Imtiaz Ali |
| Star Cast | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone |
| Music | AR Rahman |
| Singer(s) | Alka Yagnik & Arijit Singh |
| Lyricist | Irshad Kamil |
| Music Label |
Producer: Sajid Nadiadwala
Agar Tum Saath Ho Lyrics In English
Pal Bhar Thahar Jaao
Dil Yeh Sambhal Jaaye
Kaise Tumhe Roka Karoon
Meri Taraf Aata
Har Gham Phisal Jaaye
Aankhon Mein Tumko Bharoon
Bin Bole Baatein Tumse Karoon
Agar Tum Saath Ho… Agar Tum Saath Ho
Bahati Rehti..!!
Nahar Nadiya Si Teri Duniya Mein
Meri Duniya Hai Teri Chahaton Mein
Main DhalJaati Hoon Teri Aadaton Mein
Agar Tum Saath Ho
Teri Najron Mein Hai Tere Sapne
Tere Sapnon Mein Hai Naraaji
Mujhe Lagta Hai Ki Baatein Dil Ki
Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi
Tum Saath Ho Yaa Naa Ho
Kya Fark Hai
Bedard Thi Zindagi Bedard Hai
Agar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho
Palkein Jhapakte Hi
Din Ye Nikal Jaaye
Baithi Baithi Bhagi Phiroon
Meri Taraf Aata
Har Gham Phisal Jaaye
Aankhon Mein Tumko Bharoon
Bin Bole Baatein Tumse Karoon
Agar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho
Teri Najron Mein Hai Tere Sapne
Tere Sapnon Mein Hai Naraaji
Mujhe Lagta Hai Ki
Baatein Dil Ki
Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi
Tum Saath Ho Yaa Naa Ho
Kya Fark Hai
Bedard Thi Zindagi Bedard Hai
Agar Tum Saath Ho
Dil Yeh Sambhal Jaaye
Agar Tum Saath Ho
Har Gham Phisal Jaaye
Agar Tum Saath Ho
Din Yeh Nikal Jaaye
Agar Tum Saath Ho
Har Gham Phisal Jaay
Watch अगर तुम साथ हो Song
Agar Tum Saath Ho Lyrics In Hindi
पल भर ठहर जाओ
दिल ये संभल जाए
कैसे तुम्हें रोका करूँ
मेरी तरफ आता
हर ग़म फिसल जाए
आँखों में तुमको भरूँ
बिन बोले बातें तुमसे करूँ
गर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
बहती रहती नहर नदियाँ सी
तेरी दुनिया में… मेरी दुनिया है
तेरी चाहतों में… मैं ढल जाती हूँ
तेरी आदतों में… गर तुम साथ हो
तेरी नज़रों में है… तेरे सपने
तेरे सपनों में है नाराज़ी
मुझे लगता है के… बातें दिल की
होती लफ़्ज़ों की धोखेबाज़ी
तुम साथ हो, या ना हो
क्या फर्क है
बेदर्द थी ज़िन्दगी, बेदर्द है
अगर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
पलकें झपकते ये… दिन ये निकल जाए
बैठी-बैठी भागी फिरूँ
मेरी तरफ आता… हर ग़म फिसल जाए
आँखों में तुमको भरूँ
बिन बोले बातें तुमसे करूँ
गर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो
तेरी नज़रों में है तेरे सपने
तेरी नज़रों में है… तेरे सपने
तेरे सपनों में है नाराज़ी
मुझे लगता है के… बातें दिल की
होती लफ़्ज़ों की धोखेबाज़ी
तुम साथ हो, या ना हो… क्या फर्क है
बेदर्द थी ज़िन्दगी, बेदर्द है
अगर तुम साथ हो
दिल ये संभल जाए
अगर तुम साथ हो
हर ग़म फिसल जाए
अगर तुम साथ हो
दिल ये निकल जाए
अगर तुम साथ हो
हर ग़म फिसल जाए
Agar Tum Saath Ho song is from the Tamasha Release Date movie.
Agar Tum Saath Ho song was sung by Alka Yagnik & Arijit Singh.
Agar Tum Saath Ho song lyrics were written by Irshad Kamil.
Agar Tum Saath Ho song music was composed by AR Rahman.